The Divine Love
Pyar tumse kitna kar sakta hun
sayad bayan nahi kar skta hun main
to tumhare liye dubara mar skta hun main
par bayan nahi kar skta
pyar tumse kitna kar sakta hun main
Chand tare todkar lane ki batein to sabhi karte h
chand tare todkar lane ki batein to sabhi karte h
par tumhare liye is duniya me tara ban skta hun main
par bayan nahi kar sakta ki
pyar tumse kitna kar skta hun main
Pyar ka matlab ye nahi ki
tumhare bin nahi ji skta hun main
Jewan bhar tumharei yaadon ke share bhi reh skta hun me
par bayan nahi kar sakta ki
pyar tumse kitna kar skta hun main
Gar na kar pau tumhari taarif
to samajh na lena ise aitbar
mat kehna ki kitna mujhse karte ho pyar
mat puchna ki kya kya mere liye kar sakte ho yar
kyunki kisi aur ke sabd tum par istemal nahi kar skta hun main
aur sayd bayan nahi kar sakta ki
pyar tumse kitna kar skta hun main
Tumhare sang ik pal bitane ko
hajar baar mar sakta hun me
par sayd bayan nahi kar sakta ki
pyar tumse kitna kar skta hun main

